Re: How to live?
^ ghalti kisi ki bhi hoo...he should move on...warna banda khud preshan hota hai aghala banda chahe uski ghalti ho ya nahi wo apni life mai khush rehta hai...
hum kiyo apni zindagi kisi aur ke liye tabah karen...
Firenze....yeh zindagi hume ALLAH ne dii hai...aur is zindagi ki qadar na karna ya kisi aur ki waja se care na karna gunah hai....hume ALLAH ko apne aik aik pal ka hisab dena hai...kal ko wo banda/ bandi akey nahi hume hamare gunaho ki saza se bachaye ga...