How to boil FROG!

Re: How to boil FROG!

so sad...actually is meN hamaarii HukoomatoN kaa qusoor hai k vo apne baashindoN ke saath kiye jaane waale zulm ke Khilaaf koii aawaaz nahiiN uThaatiiN...amnesty international tab tak kuchh nahiiN kahtii jab tak unke badan par zaKhm na aa jaayeN yaa vo mar na jaaye...koii unkii notice nahiiN letaa vaise hii jaise kii ek do ko maare jaan se to use phaNsii ho jaatii hai magar jab vo 100-200 hazaar das hazaar maar de to uske saath sarkaar NEGOTIATE kartii hai aur bargaining kartii hai...isii taraH...hamaarii HukoomateN aur Amnesty Internation bhii wait kartii haiN k paanii sar se ooNchaa ho jaaye to vo kuchh kaheN yaa kareN...Allah jii nigehbaan hai ham sab kaa ... aameen