Re: How Sarfraz Ahmad ‘accidentally’ rose to cricketing fame
Hamay pata hay kay aap may tasub kuut kuut ker bhara hua hay aur Aqal ka bhie fuqdan hay. Her insaan ko ‘Jamait Islami’ kay tarzu per taultay ho jahan wazan kay bajaye Maududi zahneet ka itebar hay. Her Pakistani ko traitor kahna tou aap ka aur aap kee party ka kamal hay. Yahya bhie Ghaddar, Bhutto bhie Ghaddar, Mujeeb bhie Ghaddar, Bainazeer bhie Ghaddar, Murtaza bhie Ghaddar, Shahnawaz bhie Ghaddar, Zardari bhie Ghaddar … aur ab Altaf bhie Ghaddar. , Aap kay liyea Quam parrast tou woh Jamatie loog hain jo Pakistan bananay kay safar may hamsafar hee na thay … balkay mukhalifat may agay agay thay,
Waisay, aqal kay fuqdan kee wajah say .. .yea bhie aap ka khas kamal ho giya hay kay jab baat ho kawway kee tou aap ko Lagta hay Lngoor kee baat hou rahi hay. .. Yahan jab PCB aur selection may tasub ke baat ho rahi thee tou aap ko Altaf yaad aa giya.
… Ab aap hee batayen may aap kay bay-mani wa bay-mahal tabsaray per kiya kahoon? ![]()