how many members on GS

kyun? baqray ko dil nahi hota??? unki family nahi hoti? unko bachay nahi hotay??? :cb:

mera dear pugaana!

and esix … zalim insaan … love triangle b banaya, aik ki sudden death b karayi, aur phir chupkay say khissak gya … pyari basanti akeli reh gayi … ye kaisa insaaf hai???
pucho LP esix ko!!! ye KAISA INSAAF HAI? :cryb: