How Many Faces are In This Picture?

Re: How Many Faces are In This Picture?

Actually Khumar Sahibah aap agar ghoar se diakhain GS kay screen par hee choti size ke picture main tu Jo 7 barray baaray chahray hain woh nazar a jain gay…baqi 4 chowtay walay click kar kay apnay screen per laeeyay ga tu saaf nazar aa janay chahiyain…:slight_smile:

Haan aur Ghorroun ki shakal mut count karain…aur naa hii billi ya kuttay ki..:stuck_out_tongue: