You are right. in doctors or nurson ko ju ghusa charhta hy agar raat ko koi mareez ky liy kuch kehny chaly jao aysy khany ko perty hain ky ba ina ka bas chaly tu hamary mareez ka gala daba dain in ki masrofiyat main khalal dal diya.
Pakistan main night duty main bhi log job per sony atty hain kam kerny nahi(Kia hy agar rat ki duty hy kiya ham inasan nahi?) Koi emergency hu tu jagya ja sakta hy sab staff jag raha hu rat ko No WAY!![]()