Re: how do you answer this?
Piyari behen Dushwari
guzarish yeah hai kay aap kee khariyat naik matloob honay kay baad arz hai kay kiyaa aap asaan urdu main guft-o-shuneed ker saktee hain
aap kee post number 4 paRh ker na-cheez ka dimagh ghoom gayaa hai