How did you meet your parents?

Re: How did you meet your parents?

My dad said “Azaan” in my right ear and “Aqamat” in my left ear, when I was born and said: “Baita zindagi itni hi mukhtasar hay, is dunya main iss ki rangeenioun main gum na ho jaaana - yahan reh kar apni wapsi ki tayyari kartay renha…”

Kia hum log kahin apnay maqsad say bhatak tou nahi gaey? Aayaa hum loag “Sirat-e-Mustaqeem” par chal rahay hain ya kum-az-kum chalnay ki koshish kar rahay hain :konfused:

Ay ALLAH, hamain “Sirat-e-Mustaqeem” par chalnay ki taufeeq ata farma (Aameen summa Aameen) :flower1:

:jhanda: