Re: how are girls
haaaaaaaaan:crying:ab mujhe bhi bhool gae aap
itni deer dhoti khainchi magar ab wo bhi yaad nahi:naak:
Re: how are girls
haaaaaaaaan:crying:ab mujhe bhi bhool gae aap
itni deer dhoti khainchi magar ab wo bhi yaad nahi:naak:
Re: how are girls
aur sunao ji…Eid di tayari ho gayi ya hali vi lage oo!
Re: how are girls
suna hai yahan pay aaj eid hai
aur hum ko kaam pay ana para apni tashreef utha kay:bummer:
Re: how are girls
nahi eid toh kal hai…Aaj chand raat hai aur mein ne job pe abhi jana hai hai aur kal eid hai aur kal bhi mein job pe hi hon gi..chutti hi nahi mili:teary2:
Re: how are girls
muNjhay tau phone aya tha subha phriend ka eid mubarak ka
hum samjhay kay eid hai
hum nay bhee without confirmation kay khair mubarak kah diya
Re: how are girls
![]()
Re: how are girls
yahan bhi koi eid hoti hai hai....Eid toh pak mein ho gi...wah maza hi aa jata hai...Yahan eid ka pata hi nahi hai!
Re: how are girls
yahan pay wadday din ke chutian jo milti hain
Re: how are girls
yeh larkian... :s
kapray kitnay chotay hotay jaaray hain... kab tak mazeed hongay yeh chotay ? :s
laholawala
Re: how are girls
haan aap ki chrismas pe bohat Chootiyaaanan hoti hain…i know:omg:
Re: how are girls
yeh larkian... :s
kapray kitnay chotay hotay jaaray hain... kab tak mazeed hongay yeh chotay ? :s laholawala
jab tak kapre saste nahi ho jate..dekha hum log paise bachane k liay thora kapra lete hain aur kameezain bhi choti:)
Re: how are girls
jab tak kapre saste nahi ho jate..dekha hum log paise bachane k liay thora kapra lete hain aur kameezain bhi choti:)
If thats the case, I wish I could help you lending some money, but you girls have to think where you are heading to ... recite Soorat-Al-Nisa with translation and tell to all the girls you know...
Re: how are girls
![]()
Re: how are girls
kal mainne itni mazeeeeeeee ki mehndi lagi…tuaba.
Bohot achi lagi hai …kya rung aaya hai…i like it:pagli: