Re: …Houston Guppies…
yaar huston k samnay jo apna paan wala khoka hai ussay thora agay jo gali jaati hai waha se ultay hath par dekh kar seedhay hath par jaana hai aur phir 4 ghar k baad teesra ghar mera hai, agar na pata lagay tou bali chaye walay se pooch lena bata de ga:halo: