Re: !!!Honey Moon!!!
for example, Shaair-e-Shumaal maghrib said:
Khol aaNkh, zamaeeN dekh, falak dekh, dhuwaaN dekh
SaRak saY ubaltaY huaY guTTar ko zaraa dekh
yeh Gunbad-e-Khaashaak, yeh miTTi, yeh balaaieN
KiouN beech saRak pe Tehelti haiN yeh gaaYeN ![]()
kuch tau galiyoN maiN paray gobar ko zaraa dekh
Khol aaNkh, zamaeeN dekh, falak dekh, dhuwaaN dekh