Re: hmmmmmmmm
jaha par mera nik nazar a raha hay us kay neachay mera naam b hay ![]()
ok aap ke asani kay lyiay mera naam Imran Afzal hay
Re: hmmmmmmmm
jaha par mera nik nazar a raha hay us kay neachay mera naam b hay ![]()
ok aap ke asani kay lyiay mera naam Imran Afzal hay
Re: hmmmmmmmm
haha okay sorry asal may mujhey baat zara asani say samajh may nahi ati:D
Re: hmmmmmmmm
hmmmmmmmmmmmmmmmmm coz mein nay p_d ko dur fitay munh jo kaha tha ![]()
Re: hmmmmmmmm
nahi na yahi isi thread may bata do na aap
Re: hmmmmmmmm
yani kay aap ko in din baad samaj ati hay baat ![]()
![]()
Re: hmmmmmmmm
oh hahaha may kitni bay wakoof hoon na haha itna bara bara likha hua hay name aur mujhey nazar nahi araha tha waisay pata nahi kyon meray zehan may aap ka name danyal aa raha tha:)
waisay husni itifak aap ka bhi name imran hay aur dm bhai ka bhi ![]()
Re: hmmmmmmmm
Nice 2 meet You cutesponge :)
Friends ???????
Re: hmmmmmmmm
oh okay:)
Re: hmmmmmmmm
oh sure:) aap meri pehli bari friend hongi:)
Re: hmmmmmmmm
aap nay woh gadhay wala latifa suna hay may bhi os gadhay ki tarha hoon:D
Re: hmmmmmmmm
![]()
dont you know what is a title ![]()
[thumb=H]untitled23258_6937009.JPG[/thumb] ![]()
Re: hmmmmmmmm
![]()
Re: hmmmmmmmm
kia is mein koi shaq hay kay aap baywaqoof hein
(j/k)
sukar hay kay nazar to a gia ha na ![]()
wesay yea danyal koon hay ![]()
yup mein ayr DM hamnam hain ![]()
Re: hmmmmmmmm
nahi na haha agar sach kahoon to mujhey pata nahi tha aab samajh aa gai hay:D
Re: hmmmmmmmm
nahi suna aap suna dien ![]()
**S G **salam kesay hein aap
Re: hmmmmmmmm
haha danyal koi bhi nahi hay lekin pata nahi mujhey aisay lagta tha kay aap ka name danyal hoga ![]()
Re: hmmmmmmmm
S G kon?
acha sunati hoon aisay hota hay kay aik admi jangal may jata hay to sab janwar hans rahay hotay hain aur gadha nahi hans raha hota
dooray din jab wohadmi dobara jangal may jata hay to sab janwar chup hotay hain aur gadha hans raha hota hay to woh admi jangal kaybaray say poochta hay kay yeh gadha aaj kyon hans raha hay aur kal nahi hans raha tha to woh jangal ka bara osay kehta hay kay kal kisi janwar nay joke sunaya tha jo kay aaj gadha ki samajh may aya hay:haha:
Re: hmmmmmmmm
nahi na mera naam Imran Afzal hay
ayr yahi meri iklota naam hay :D
Re: hmmmmmmmm
![]()
S G = SpyGuy
lolz
![]()
wesay mein nay suna howa tha liken ik dafa ayr sun kay ayr zaida maza aya hay ![]()
Re: hmmmmmmmm
i em fine immy bhai wot about you.
neything new ?