***Hmmmmmmm***

Re: Hmmmmmmm

socho socho :hmmm:
kahan, kab, kaisay

Re: Hmmmmmmm

haan waqi :frowning: :bummer: pata nahi log wesay kyo hotay hain :naraz:

Re: Hmmmmmmm

wo kiss khushi mai :bailan:

Re: Hmmmmmmm

haan ab yea to wohi bataa saktey hain na :hmmm:

achaa tu phir bataao. ab bata bhi do

Re: Hmmmmmmm

:hmmm: hmmmmmmmmmm
koi hint to doo :bummer: kiya tumharay do paoo haiN

Re: Hmmmmmmm

larai dekhni hai k nahi :snooty:

Re: Hmmmmmmm

haan. tumhay kaisay pata chalaa :eek:

Re: Hmmmmmmm

loo abhi to sirf aik hi baat betai haiN aur sunoo
tumharay hath bhi 2 hai aur her hath mai 5 5 fingers bhi haiN:snooty:

Re: Hmmmmmmm

array nahi :sheen:

Re: Hmmmmmmm

pehlay senior bataien gay jonior baad mai bataien gay :naraz:

Re: Hmmmmmmm

bagiar paison k daikhoon ga :snooty:

Re: Hmmmmmmm

koi senior junior ka chakkar nahi hai
seedhi taraha say bata do warna warna … :mad:

Re: Hmmmmmmm

array abhi aur bhi bohet kuch pata hai woh to sunoo
tum tum tum woh ka kadf kafi khubsurat hoo :blush: *Ya Allah ye bhi tukka lagadai
Ya Allah ye bhi tukka lagadai …

Re: Hmmmmmmm

naheeeeeeeeee kiya hum koi moft walay pehelwaan haiN
daikhna hai to paisai do challoo tumhai discount 15 instead of 20 theek

Re: Hmmmmmmm

yea tum nay itney sahi :blush: tukkay kahan say laganay seekhay.
mai nay bhi yahi tukka lagayaa tha - tumharay baray mai. ab kiyaa bataaon :bummer:

Re: Hmmmmmmm

:smilestar:
yea muft khor kar jaga puhanch jatey hain

Re: Hmmmmmmm

Dil chota na keroo, jo tumhari kismaat mai hai uss per khudda ka sukker aada keroo aur rooz mera mouh achay tareekay sai dhulaoo kuch hi dinoo mai maiN bilkul chand jaisai hoo jaoo ga :blush:

Re: Hmmmmmmm

senior junior ka he to sara chakar hay
:naraz:

Re: Hmmmmmmm

aur nahi to kia muft walay he to pehalwaan hain aap dono :naraz:

Re: Hmmmmmmm

ammmmiiiiiiiiii :crying: