aaj kal tu sonay ka b time nai hay theak terha hay ![]()
me bhi alhamdulillah theek hoon..
waja?? abhi khilaen mujhe aap ![]()
Acha hai na…aur na manein bhabhi ki baat ![]()
[quote=““Hakuna Matata””]
me bhi alhamdulillah theek hoon..
waja?? abhi khilaen mujhe aap ![]()
[/quote]
Pitza tou tm ne khilana tha na ![]()
mene?? ![]()
aapko ghlat fehmi hui hai ya aap kisi khush fehmi me mubtilaa hain?? ![]()
▬ by the way me just pitza khaa ker aaya hu ![]()
[quote=““Hakuna Matata””]
mene?? ![]()
aapko ghlat fehmi hui hai ya aap kisi khush fehmi me mubtilaa hain?? ![]()
▬ by the way me just pitza khaa ker aaya hu ![]()
[/quote]
**Pura GS gawah hai @IS bhai sameyt k pitza aap ne khilana tha ![]()
Akele kha kr aye ho tbhi jin jese ho gye ho, front k sare daant toot gye
**
lol ![]()
IS bhai ne to aapka saath hi dena hai kyunke unhon ne bhi abhi tak mujhe nahi khilaya ![]()
[quote=““Hakuna Matata””]
lol ![]()
IS bhai ne to aapka saath hi dena hai kyunke unhon ne bhi abhi tak mujhe nahi khilaya ![]()
[/quote]
**Tou aap hum dono ko khila kr hum dono ki side pe ho jaein, be smart ![]()
Q @IS bhai?
**
usi ki baat maannnay ka ye haal hay ![]()
jis nay b khilanana hay jaldi jaldi khilaoo
bohat zoor ki bhook lagi hay
[quote=““Hakuna Matata””]
lol ![]()
IS bhai ne to aapka saath hi dena hai kyunke unhon ne bhi abhi tak mujhe nahi khilaya ![]()
[/quote]
mai nay offer di thi but ab wo offer expire ho gai hay ![]()
ji bilkul ![]()
aapko khila ker heart attack kerwana hai mujhe kya?? ![]()
naiee islahaat ki jaen is maamle ke liye.. ![]()
[quote=““Hakuna Matata””]
naiee islahaat ki jaen is maamle ke liye.. ![]()
[/quote]
ab aap naye pakistan waloon k pass jain islahaat k laiye ![]()
Farmaberdari ki hoti tou aesa na hota ![]()
aap ko bohat pata hay ![]()
Bss ji idhr udhr bhaion ka bura haal nazar aa hi jata hai ![]()
kaya pata bhai aisa zahir karta hon takay baqiqo ko shadi k fawaied pata na chalian ![]()
wo pehle hi tayar hain taxes lagane ke liye.. pizzay per bhi tax laga deingay..