Re: hmmm
WO Gana Yaad agaya…
MaiN chahy ye karooN .. maiN chahay wo karooN..
Meri Marzi… ![]()
Bas. Ab hum Tumhari Marzi ko tou Change naheeN kar saktay.. BUT… Apna Sir Deewar pe maar saktay haiN …
![]()
I am not sure ke.. Kia karta phir raha hay.. BUT… kuch na kuch kar hi raha hoga… Coz.. GS pe tou buhut kam ata hay… Kuch laga tha.. LINUX ke saath Khel raha tha.. And.. Kuch Graphics desinging ke keh raha tha… I think… us maiN bzy hay ![]()