Hitchki vs Cheenk!

ok. berda gharaq hogya wo red bhai ki thread me ghalati aur baydhiyani me flooding hogai. 3 consecutive posts.

no ban on gs now i hope. pehlay hi aik dafa 3 months ka ban lag chuka hai.
ab phir ban?

:frowning:

:teary1: