ahmer koyi baat nahi!
captain ft jee aap kis tarah jeet gaye?
kafi cool minded maaloom hoti hn ap poison ivy! achi baat hai.
:)
bohot khushi hui ye dekh k.
ji mein isliay jeet gya kiunkay im also in pakistan aur pakistan aur uk ka 5 ghantay ka farq hai. wesay meray kafi ziada rishtay dar bhi uk me hotay hn in birmingham.
ap konsay city se hn?
:)