hindi 2006 hitz

Re: hindi 2006 hitz

dil tumharay bina [original] 36 china town
(video recorded on shahid and karina kapoorz)
[mp=B]96456910.11826[/mp]

dil tumhaaray bina, kaheen chayn na paaye,
ab tanhaa, raha na jaaye

beqaraari bari hay, bari betabyaan hain,
in faslon main, nazdeekiyan hain,
dil ki deewaar pe hay sirf tasveer teri,
teri yaad jaana, zanjeer hay meri
bhala chaahat ko jaanam, koee kaisay chupaaye?
abb tanhaa, rahaa na jaaye

mairay jazbaat tujhse, mairay dinn raat tujhse,
meri aashiqui ke, khiyalaat tujh say,
teri aahat jo aaye, dharkay ye dil mera,
harr khiyaal pe hay, bass tera basera

ishq tera mujhay to, diwaana banaaye,
abb tanhaa, rahaa na jaaye..