hijre yaar

Re: hijre yaar

daikh fariyad na kar ,sir na jhuka paoon utha
kal ko Jo log karain gay to abhee se kar ja

nachtay nachtay aazadi ki khatir mar ja
manzil-e-ishq main mar mar k jiya jata hai
raqs zanjeer pahin kar bhee kia jata hai