Re: Hi
uhh haiiii
Re: Hi
uhh haiiii
Re: Hi
jee aap k okia howa hai aaj:naraz:
Re: Hi
oki na
wesay b pasand apni apni :-)
Re: Hi
jee to sab apni apni hotihai na:hoonh:
Re: Hi
![]()
jiti rahien khush rahien
kia ho gia hay hamari cute sister k mood ko kiss nay kiya hay aap ka mood off
mera mood aaj BIMAAAR BIMAAAR sa hay ![]()
Re: Hi
nahi hameesha apni nah hoti na kabi kabi ami abu ke b pasand chalti hay ![]()
Re: Hi
yeh to ami abu ki be pasand hoti hai but sath aap ki be honi chahiya thore se lol r u undestand.....:) kia sisna sahi kaha kay nahi?
Re: Hi
thankx bahiaap bejitay rahoo aor kush rahoo zindagi mai kohi dukh na aahay bas aajmausam yaha bahut kharam sa haito mood thaa bahir janay kay phir off hogay yahai..
Re: Hi
acha bahi aaj aap ka mood kiyon bimaar sa hai dal mai kuch kala kala hain zaror aaj:)
Re: Hi
meray liay meray wal-e-dain ke pasand he sab kuch hay :-)
Re: Hi
always welcme
and aap ka b sukriya dua k liay
liken dukh aur sukh is zindgi ka ik lazim-o-mazlom hisaa hain
jaha dukh ho ga waha sukh b ho ga
yea is dunya mai yea mumkin nahi hay k banda hameesha sirf sukhi rahay ya hameesha sirf dukhi rahay
jaha par sukh hon gay tu wohi par kuch dukh b hon gay yea is zindgi ke khoobsuratti hay :-)
itni choti choti batoon pay mood ko off nahi kiya kartay behna :-)
Re: Hi
ik bimaaar ke timaaardari kartay kartay mera mood b bimaar bimaar sa ho gia hay :D
Re: Hi
:) acha i mean mairi wo be aap samhaj jahoo bahi honay wali wo...:)
Re: Hi
sahi kaha hai aap na zindagi maiaaj kal sukh nahi hai..patanahi zindagiaaj kalajeb sehonaylagi hai.........
Re: Hi
:o :o
Re: Hi
ji mai samaj gia hon :-)
Re: Hi
mai nay yea nahi kaha k sukh hain he nahi
mai nay kaha tha k dukh aur sukh dono hamsafar hain insaan k zindgi k is safar mai :)
Re: Hi
acha nabahi i understand.......:)
Re: Hi
mai to bahi ko tang kar rahi hoon......didu mind:)
Re: Hi
kia bimaaar ke ayadat karna buri baat hay ![]()