[QUOTE]
*Originally posted by aahmed: *
Yeh aaj kal logon ko kiya itna shauq hai, lambi lambi choRnay ka, pata nahin kahan say random tasweer utha latay hain or phir boltay hain ke "she fancies me". Itna eik dusray ko fancy karte ho to eik tasweer tum donoN ki post karo.
[/QUOTE]
aahm aahm ahmed thanx yaar that's the last thing i wanted to hear fro a guppy... :-s
-------------m---------------7d31082c69021e
Content-Disposition: form-data; name="parseurl"
**aladin bhaiya: Tum nay
is meiN or is nay tum meiN kiya daikha, tum dono
hi jano. Duniya meiN kiya vaisay hi masa~il kam heiN
aaj kal jo tum bilawajeh hum say mushvara maang ker
hamaiN mazeed ikhtaylaaj meiN mubtila kar rahay ho!
Is liyay bhaija tha tumharay waaldain nay tumhaiN
dars gah?
Vaisay mayra zati mushvara hay keh tum dono
ghar say bhaag lo patli gali say, ijtayma~ee taur per.
Parhna warhna naheiN tum dono nay,
bilawajeh mulk o qaum kay
paisay aur umeedooN ki barbadi. Kisi mus teheq hi kay
kaam ayay ga yeh sarmaya.**
[QUOTE]
*Originally posted by aladin: *
[thumb=A]Valentina2.JPG[/thumb]
this is my frined whom i fancy and who also fancys me... we met few months back at my uni...
herename is Jasmina... she's part paki and part spanish... she was born and bread in Spain... came to london for further studies...
nice rigth???
[/QUOTE]
wowwwww shez half pakistani, sooo cool, nazar to nahi ata, but yeh she is good lookin, no doubt :D
I love the mix ----> Spanish+pakistani=really gud mixing :D