Re: Hi. This is new. Please, welcome …
jee pehlay maiN tricycle thaa phir sohraab cycle banaa, phir Honda CD-70, phir Vespa Scooter, phir rickshaw, phir taxi, phir mini bus, aur abb maiN bus hooN ![]()
Insha Allah baRaa ho kar Truck aur phir train aur uss kaY baad hawaai jahaaz bannooN gaa… Aur aakhir maiN rocket bunn kar aasmaanoN maiN chalaa jaaouN gaa ![]()