Re: We Should Say Thanks To Allah...
Ya Allah SWT ap ka shukriah
Hum iss qabil nahi thay
Yeh tera karam hay ham par
Tu nay ham ko izzat di hay
Ham teray shukar guzaar hain mola
Hamari madad farma mola
Hamain izzat day mola
Hamain Khushian day mola
Hamain Insaan bana day
Hamain Muslim bana day
Hamain MOMIN bana day
aamin summa aamin