Re: Hi aal lingo mastarz
Chhal ka matlab kisi ko naheen ata? :no:
Re: Hi aal lingo mastarz
Chhal ka matlab kisi ko naheen ata? :no:
Re: Hi aal lingo mastarz
:no:
![]()
Re: Hi aal lingo mastarz
Keya howa Chachu? ![]()
Aap nay yeh shair naheen pardha howa tha? BTW, main aur AQ apas mein Books exchange kartay hain.
![]()
PS: Apkay jarnal par comment kiya hai aur 5 rating bhi. Kamal ka jarnal hai. Laikin kamal ka naheen, yeh to aap ka jarnal hai.![]()
Re: Hi aal lingo mastarz
chhal ka matlab chalo chalen mitwa in unchi nichee rahon mei teri pyari pyari baanhon mei kahin hum kho jayen… khabi neend se jage hum khabi phir so jayen! ![]()
Re: Hi aal lingo mastarz
^
Arey naheeeeeeeeeeeennnnnnn…![]()
Chalo, ab main bata hi deti hoon.
Chhal aur Sael ka matlab **Flood **hota hai…hahahahah..![]()
Re: Hi aal lingo mastarz
Dekha hassa dia na aapko ![]()
Kuch naya nahi mere liye… pichli baar cuzun se urdu bol rahi thi jab mene use kahaa … dermayana ravi… and he cracked sayin Diya daramayana nahi MAYANA RAVI!!! Uske baad mene kasam khai ke urdu mei kisi b family mmbr k saath baat nahi karungi
Re: Hi aal lingo mastarz
^ LOL @ Darmayana Ravi…![]()