Hey Raam - Last Days of Gandhi

Re: Hey Raam - Last Days of Gandhi

tum kis dunyaa men rahtii ho? lol…kaisa lagegaa agar koi poochhe k kia Benazir Bhutto kaa qatl huaa thaa? lol j/k … shaayad Indira Gandhi ke assassination kii Khabar tum tak nahiiN pahoNchii…bad media! lol :cb:

ab yeh na poochhnaa k kia Indira Gandhi Mahatma Gandhi kii beTii thiiN? lol :cb: