Hey ppl

Re: Hey ppl

'Wo ji mairay abbay nay kaha hay kay Eid pay Sadqa shadqa daina hota hay es liye.
Maula Khush Rakhay

Re: Hey ppl

mere umer daikh kay baat karoo bibi
meray apny char pagal hain app jaisay

Re: Hey ppl

Ustaad jee, kachi lassi wangar waddi na jao. PelaN kuj rehri da wi tay karo. Cholay wikan gay tay fer dodh aye ga na? Nai tay maiN hor kida kad kay liawaN ?
Maula Khush Rakhay.

Re: Hey ppl

to apka sadqa de ker kya kerna hay?? apko sadqe mein de dein...sahi mein is ke baad kabhi nasadqa deingey na leingey...

Re: Hey ppl

Bas fer. Dhoti wich dhamaka unaN paglaN da hi kam aye. Tusi suttay paye si tay ona nay shurli nu agg la kay dhoti wich chadd ditta. UnaaN nu tay maaf aye. Par sanuN nai.
Maula Khush Rakhay.

Re: Hey ppl

apny pind day choudhre di muuj da

rahree tayar ay bass nave tupe pavan wali ay
china toon order keti ay...phone karr kay pata keta ay order da....o kaindy nain tupe paij diti ay onNa nai....khotian tay laad kay...

Re: Hey ppl

Bas theek hay jee. Aap mujay Sadqey maiN qabool kar laiN. Chalo roti paani ka basto band to ho ga. Kiu Ustaad dhoti jee?
Maula Khush Rakhay.

Re: Hey ppl

Umer se kuch nahi hota...ye Allah ka karam hota hay kabhi bhi kisi per bhi ho jata hay...phir apke 4 bache hon ya aap apne gher ke 4th bache hon....maan lo mein is mamle mein apse senior hon...:D


*waise jab GS per atey ho to bachey kon sambhalta hay?? *

Re: Hey ppl

*mein fazool cheezon ko qaboolnahi ker sakti ..wo bhi sadqe mein to kabhi nahi..han ager aiwe hi kismet mein parey huey mil jatey kahin to khair thi...aikpersonal sawal pochon??? *


apka insurance hua wa hay?

Re: Hey ppl

Ustaad day bachay maiN sambhalta waan. cheechuN cheechuN... bari shakal mildi juldi aye.. pata nai kinna.
Maula Khush Rakhay

Re: Hey ppl

haaN jee, insurance haiga. Agar tusi mainu qabool karlo tay falooday tay cholay di rehri, naal Gannay da rass.. sab kuj muft wich.
Maula Khush Rakhay.

Re: Hey ppl

Leh!! how kewl...
ye services sirf USTAAD ke liye hain ya koi aur bhi is se faida utha sakta hay??

Re: Hey ppl

aho is ko sadqay main lai karr kissi beemar pay vaar bhee daina

bachay hain koi mobile phone tau nahen kay sambhny partay hain :hoonh:

O tum nay kaal nikKay ke tafee kho kay kha li thee :emmy:

Re: Hey ppl

Acha sahi…to apni latest pic khench ker mujhe send kero…sath mein apni age aur education waghira bhi likha..mein ammi se baat kerongi blushing :blush:

Re: Hey ppl

JaduN kaddi buddi hoye gi, fer bachay hon gay tay fer meri buddi faida chukkay gi. MaiN barey kam aan waala waaN. Haley wi soch lo.
Maula Khush Rakhay

Re: Hey ppl

@ dhoti...Beemar per warongi uska inteqal ho jaiga....thora khayal kero..


isne nikke ki toffe hi nahi uska cerelac bhi kha liya tha...aur usko apne hisse ke Bhutte khila rha thameine dekha tha....promise!! :D

Re: Hey ppl

^ aisi harkatain na karay tau iss ko marasi koon kahay gaa

Re: Hey ppl

Sahi mein agey se bache iske pass na bhejna…pata laga theeley ka business chor ker bache utha ker sarak per nikal jai paise Mangney… :snooty:

Re: Hey ppl

Lo jee, ek tay bachay sambhalo. fer gallaN wi suno, tay rehri di gal baat hi koi nai. Ustaad dhoti, maira wia ho lain dawo, apna tay karwa liya. Wich hun EttaN tay na arao.
Maula Khush rakhay aur dhoti wich hor dhamakay hon.

Re: Hey ppl

jis tarhan greeb ki gurbat ka mazak nahen udatay
uss hee tarhan...
marasi ke marasiyat ka mind nahen kartay