MashAllah such a beautiful Couple Allah nazr-e-bud se bachaay Aameen ![]()
Phuppieee… sachi zara check karain kaheen wo dono bachpann main ‘kumbh’ kay mailay main nahi gumm howay thay ![]()
aik lateefa by Umar shareef :
" aik larka and aik larki kaheen jarahay thay, Umer shareef nay unn say poocha aap dono mian bivi hain na ? wo dono baray hairaan howay howay kaha kay haan , lekin aap ko kaisay pata chala ?
Umer shareef nay kaha " aap dono ki shaklain kaafi milti julti hain" "
and Phuppie, pic post karnay ko main nay hi kaha tha na ![]()
.
Phuppie phir bhi ehtiatnn check karwa lain ![]()
nai sachi they look so close na, specially nose, face cut and lips ![]()
..
I know its your cousin.. lekin mainay apko bhi asai hee imagine kiyatha.. !
:D
wow ...mehroo beautiful pics, dulhun looks like twinkl khana:)
:D
mohtarma main to apni engagement par gaya hi nahi tha ![]()
kisi ney mujhay bulaya hi nahi :tear1:
neways I’ll pm you a snap or two .. jese hi mujhay chance milta hey ![]()
aap ka zamana guzar gaya Bhaandu jee ![]()
aab shaadiyan or engagements wese nahi hoteen jese aap ki howi thi ![]()