[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
it's common na....
[/QUOTE]
kuch aur bhi aata hai kia ???
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
it's common na....
[/QUOTE]
kuch aur bhi aata hai kia ???
[thumb=E]mazhar18799_46150941.JPG[/thumb]
mara right hand jo clear pic thi upload nahi huwi :( azad chachu agar koi dil dukhaney wali baat ho tu pm karna yahaan nah batna :D our agar achi khabar ho tu yaheen laga do ;)
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
kuch aur bhi aata hai kia ???
[/QUOTE]
kiya matlb?????
[QUOTE]
*Originally posted by SuraJ: *
mara right hand jo clear pic thi upload nahi huwi :( azad chachu agar koi dil dukhaney wali baat ho tu pm karna yahaan nah batna :D our agar achi khabar ho tu yaheen laga do ;)
[/QUOTE]
it's nice.i think pehli wali se clear hai!
[QUOTE]
*Originally posted by SuraJ: *
[thumb=E]mazhar18799_46150941.JPG[/thumb]
mara right hand jo clear pic thi upload nahi huwi :( azad agar koi dil dukhaney wali baat ho tu pm karna yahaan nah batna :D our agar achi khabar ho tu yaheen laga do ;)
[/QUOTE]
Baqi larkirain saaf nazar nahi aa rahi ... mukhtasaran .. aap ki shadi kafi bad main hogi ..., jab bhi aap kisi maslay ka sochtay ho ... to manfii pehlo pehlay oor ziyada paish e nazar rakhtay ho ... mashallah aap kafi zaheen ho .. par zaroorat say ziyada zahanat aksar depression ki sorat akhtiyar kar layti hay .....try to change your social circle .. kioyn ke andher say aap tanhaii pasand hotay ja rahay ho ....,
hummm kafi hay
shaadi kafi bad mein kahan
lagta hai honi hi nahi hai
zahanat depression deti hai Allah maaf karey
waisey u r right marey ko ajkal tanhaai bahut bhaati hai
yara meri kismat mein mala Maal nahi kiya ? ![]()
hummm
![]()
kioun sar patakh rahi dimaagh pehlye hi nahi hai jo hai thora sa us ka bhi Halwa bana dalo gi aisey ![]()