Re: Her Mousam ka Sapna........
Mousam Mousam Ankhoun Ku Ik Sapna Yaad Raha Sadiyaan Jis Main Simat Gaieen Woh Lamha Yaad Raha Qoos-e-Qazah Kay Rang Thay Saatoun Uskay Lehjay Main Saari Mehfil Bhool Gaiee Woh Chahra Yaad Raha.........
waaaaah! bahot hi zabardast. Amjad saheb ki kya baat, kya baat! Muddiji aap ka intekhaab bhi qatilana :)