Re: Help Me
abhi tao hafta para hai :(
Re: Help Me
abhi tao hafta para hai :(
Re: Help Me
UMe: list ki kya zaroorat hai sub kuch parra hua hai basement mei.....mere kapre meri closet mei hain...baby ke kapre uski nursery mei...aur baqi sub shopping ho chuki hai jo basement mei parri hui hai bags mei se bhi nahi nikaali ....sub pack kardo naaa pleae
Re: Help Me
Mere baal shinyyyyy :whistling
Re: Help Me
chalo phir aisa karo eik attachi case mein baby ka samaan rakho
pampers,milk if needed,wipes,clothes and some candies also
phir eik mein apnay kapray and shoes rakho and jewelry
eik attachi ke andar saare gifts pack karo
3 are done next
Re: Help Me
tasveer dikhao tau bataingay ke shiny ya not shiny
Re: Help Me
Ume: kaash itna asaan hota packing karna
btw, dictate mujhe kyoon kar rahi hoon you are the one who was going to pack…barri chalak hain aap…suits bhi lay lye aur packing bhi nahi ki. ![]()
Re: Help Me
lo eik to mein help ker rhai thi naa saath saath te bhi laga rhai thi cheezein:)
Re: Help Me
haw haii isko help kehte hain ke kabhi iss aur kabhi kissi aur thread mei jakar likh rahi hoo......kamchoor ho tum....dil laga kar kaam kya karoo
Re: Help Me
itna to dil laga ker kerti hoon kaam mein
sara din thak jaati hoon 2 kids dekhti hoon,khana pakati hon ,gs per aati hoon,mian ka dehan rakhti hoon,books parhti hoon
aap ke saath packing bhi karwati hoon
zafeerah ko school bhejti hoon,quran parhaati hoon school volunteer mein bachoon ke liye project banati hoon
Re: Help Me
^^ aap insaan hain ya robot??
Allah apko mazeed himmat dai!
Re: Help Me
aur raat ko beth ke flooding karti hun… ![]()
Mashallah ![]()
Re: Help Me
aur Gupshup par jo itnaa time barbaad karti haiN, uss kaa koi zik’r naheeN :aq:
Re: Help Me
^^^oh ho barbaad nahi kar rahi woh time...meri packing kar rahi hain
Re: Help Me
DOOBARA PARHEIN LIKHA HIA GS per atti hoon mein
Re: Help Me
Mahru u r going to have to bring me lots of Stuff from pak
Re: Help Me
u better start concentrating on packing ur stuff and spend less time on the internet. This way u won't forget anything. I would love to help u pack but i'm just so far