Help Me

Re: Help Me

ok...main kar daitee hoon packing....but dekh lo yeh na ho ...jab pakistan ja key bag kholo to us main se main nikkal aaoon....:D

Re: Help Me

i thought u will say …jo packing kare ga us ko mey saath le kay jaoon gee…:frowning:

Re: Help Me

chippu: iss se achi baat kya hogi aur??? Agar PIA ne customs se tumhe araam se nikalne diya tau next time tau mei aise hi jaya karongi :hehe:

Re: Help Me

hahahah...i am sooo bored at the moment....!

Re: Help Me

:music:

BagaaN waleyo
Aap karo apna kaam,
kaam apna kaam

Re: Help Me

i too am bored…i am waiting for baby to wake up for his feeding…:halo:

Re: Help Me

:hmmm:

Baby mujhay de jaen… aevin pak mein itni sardi mein kya karega :devil:

Re: Help Me

HHL: yeh packing kar rahe ho tum…:hoonh:

Latoon ke bhoot batoon se nahi mantay…:smilestar:

Re: Help Me

Bulbuli: tum sath chalooooooooooooooooooo pindi bhi ghuma laongi tumhe aur tum baby ki babysitting bhi free mei kar laina :devil:

Re: Help Me

Na na yaar…Keerey Makoro se bhi pyar kiya karte hain :hehe:

Re: Help Me

:yahoo::yahoo:

How long will you be staying? :hmmm:
My bhabhi’s going too…

Re: Help Me

HHL: kaun kehta hai ke tum keeray makoray hooo.....chup kar ke packing karo buss

Re: Help Me

Koi nahi kehta. Main bhi nahi kehta. Waise mera ishara kisi aur ki taraf tha :whistling:

Re: Help Me

bulbuli: i am going for 4 weeks

Re: Help Me

Khabardaar jo tum ne bulbuli ko keera makora kaha…

Re: Help Me

hhl: I wonder who :emmy:

Mahru: my bhabhi’s going on 6th feb :hmmm:

Re: Help Me

I am going on Jan 27th I am in USA and you are in canada, right??

Re: Help Me

yeps :hula:

abhi tao hafta para hai…hoti rahegi packing :cb:

Re: Help Me

Which city are u goin to :)

Re: Help Me

ok mahru i’'ll help u but sattellite town se ache ache 2 -4 suit lana:blush: