Re: Help me to reach 100 posts and in return
Lafzo ka chunao waqt aur mouky ki munasbat se kia jata hai magr baz dafa alfaaz kisi aur mouky aur jagah per buht achi tarha ja ker beth jate hain
mger muje afsos k sath kehna parr raha hai k aapne urdu zakhera-e-alfaz yeh wala khain nahi lag raha
yeh alfazo k istemal main aap ka hath kafi had tak khulla hai
aap ko mazeed tarbeyat ki zaroorat hai is silsily main ![]()
Shukria ![]()