Help me find a soul mate

Re: Help me find a soul mate

**waah ji, waah! kia zabardast she’r sunaayaa hai…ab koodhne kaa zamaana nahiiN rahaa kiuN k larkiyoN kaa pyaar sachchhaa nahiiN rahaa…ek aur she’r tha:

ai mouj-e-baalaa, un ko bhi zara do-chaar thapeRe halke se
kuchh loog abhi tak saaHil se toufaaN kaa nazaara karte haiN**

where have you been BBQ’d [raised] that you don’t recognize urdu? :smiley: