Pehle jab larkay larkiyo ko patatay thay to religious messages kertay thay, pehle Allah ke naamo ka, phir durud pak distribute kernay ka, phir sehri main jaganay ka, phir doa ke liye hath uthaanay ka aur aakhir kaar aapka hath pakarnay ka…lagta hay, ajkal ye naya trend nikala hay!!
jisne bhi aapko ye send kiya hay, wo bohat mohazzibana tariqay se aap ko pataa raha hay!!