hellu!

chaloo zara kum suspense daltay haan … takay paoon main head ache hoo :stuck_out_tongue:

I’m from Libya and Evening mein Hotel Coronthia mein Waiter hoon aur Din mein girls college kay samnay Pakoray baichta hooN :shireen:

aap dabatay jo nahi :blush:

suspense ko daalna ap ka karobaar hay ?

aik plate pakoray ki pass karna, mirchi aur chatni maar kay :yummy:

Chatni Meethi ho ya Khatti :emmy:

**dar lagta hai kahin achanak galay may na dard shoro ho jaye… **

wah bhi aap ki kya baat hai

:salam:

:welcome: to GS

Impressed na :p

jee :blush: agar aap imli ya ice cream bech rahey hotey to aur bhi acha lagta.. instead of pakoray :stuck_out_tongue:

Re: hellu!

ahem

kha kha kha khattttttttiiiii

bas galay say neechay na utarna :smack:

**lol… **


**yahan per bachy bhe posting karty hain.. **

haan to karnay dain posting, un ka bhi haq hay jaisay aap ka haq hay posting ka :halo:

Immli Khataar to pakorray kay sath hay agar chahiye to mill jai gi :emmy:

Pahlay paisay do :snooty:

**hum to waisy bhe bad-naam hain.. aap k post readingay tu unkay jazbaat majrooh ho sakty hain.. **

chatni do paisay lo :stuck_out_tongue:

hay jazba junoon to himmat na haar :jhanda:

Re: hellu!

WelCome to GS n Enjoy us Stay :)

Re: hellu!

TT:cryb:

Re: hellu!

:konfused: