Re: – Hellow … me Back …
ahaan… baita jaldi say hamri bahu - bhabhi lay ayo, kaheen aisa na ho kay bachay aap ko uncle kehna shuro kardain :-p
sigh… just imagine agar larkion ki shadi main barish hogai aur saara make-over utar gaya to Qazi sahab khud kahain kay aunt ji aap nay Dulhan ko daikha hay abhi yaheen thi ![]()