Re: – Hellow … me Back …
kitaab ka safha, jinaab kitaab hi badal chuki hay aap nay notice hi nai kia ![]()
haan to ham yeh ‘farma’ rahay thay kay aap ‘rukh-e-rukhsaar’ ki rangat achanak say badal kar gulaabi hogai hay, yeh kia maajra hay jinaaba :-p
Fish, thats part of Bengali
… you are so nice for K337 :-p …
you can’t read urdu, sigh I thought you are an educated lifeless :-p
Code… yeh hay: … Choli kay peechay kia hay ?
Decode yeh hay: … Gabbar Singh Choli nahi dhoti pehnta hay … :-p
Shukar Arab kay nai ![]()
Oye shobi hugs… Mubarak ho eid, nai chaddi banwai eid par k nai ? :-p