Helloooooooooooo

Re: Helloooooooooooo

main woh hoon..jo yahan par bohat kam kam aati hoon apni original nick se.. aur mera tou bohat khubsurat aur pyara sa name hai..aur wohi nick bhi.. jis ki ek thread bari famous hoi hai..aur kabhi kabhi uss main tum log flooding bhi kartay ho..aur new members uss main posting karkay apni posts main izaafa kartay hain.. Main woh hoon jo bohat cute si hai..dikhnay main bhi :blush: uff nazar na lag jai meri apni hi kahin mujh ko.. blush :smiley:

ab tumharay liyah bohat asaan hoga mujhay pahchaanna..aur agar pahchaan jao..tou zara chup rahna..baqiyon ko bhi tou guess karnay ka moqa milna chahiyah na :stuck_out_tongue: :hehe: