Lolzzz nahee Bhai maiN rozay say hooN aur rozay maiN jhoot bolnay say gunaah milta hai. and I agree with you aap kuch Bewaqoof bhi hain ![]()
![]()
US mai hoon. ![]()
Aur aap kahan per jal rahay ho?
phir aap sedi terha batatay kyo nahi hien ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
US mai hoon. :)
Aur aap kahan per jal rahay ho?
[/QUOTE]
:p
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
phir aap sedi terha batatay kyo nahi hien :(
[/QUOTE]
Aray Bhai I am from Karachi, Pakistan. Right now living/working/studying in US. khush :D
zaban jal jaye gee Fire jee :nahnah:
sukriya nawazish meharbani ![]()
hum bhi aap kay mamnoon o maskhoor hain keh hamari baat aap ko samajh aa gayee aur humko is uljhan aur dushwari say nijaat mili jis say aap nay humko do chaar ker rakha tha. ![]()
'
![]()
![]()
![]()
wesay kitni diar sochnay kay baad yea type kiya hay aap nay ![]()
:nahnah:
![]()
![]()
Aisee batain tu hum fil badeeh keh letay hain. aik Urdu hee tu aati hai lay dey kay. ![]()
![]()
![]()
![]()
ok kafi dair ho gayee, ab kuch kaam bhi kerna chaheay. phir baat ho gee Insha Allah. Nayab ko mera Salaam deejeay ga. Take Care. Allah Haafiz
:bash: :kaboom: :bash:
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
ok kafi dair ho gayee, ab kuch kaam bhi kerna chaheay. phir baat ho gee Insha Allah. Nayab ko mera Salaam deejeay ga. Take Care. Allah Haafiz
[/QUOTE]
ok bahi
take care be happy be smile alway
agar mein un kay anay tak online raha to zaroor day doon ga
ALLAH HAFIZ