i know i know..hum janteiN he ke hum humhesha achi hi bataiN karteiN he..:nahnah:
Hum to mazaak kar rehe te Sky jee..kia howa??
![]()
![]()
W Salaam and Assalaam alaikum from me..
ghar par he bhai??
Shukar he aap agay…Pata he hum itne boor ho rehe te..jese hi aap gay tabhi sab chalheiN gay..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
W Salaam and Assalaam alaikum from me..
ghar par he bhai??
Shukar he aap agay...Pata he hum itne boor ho rehe te..jese hi aap gay tabhi sab chalheiN gay..:(
[/QUOTE]
walikam salam
jiti rahien khus rahien
yup i m at home
iftari kee phir namaz parhi phir khana khaya ayr ab net on kar liya
kyia aap abi tak office mein hain
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
walikam salam
jiti rahien khus rahien
yup i m at home
iftari kee phir namaz parhi phir khana khaya ayr ab net on kar liya
kyia aap abi tak office mein hain
[/QUOTE]
Thanks bhai:)
Iftari ho gay...aur namaz bhi pard li..Aur hum udhar ke udhar hi bethe he...Jee haan abhi Office me hi ho...:(
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Thanks bhai:)
Iftari ho gay...aur namaz bhi pard li..Aur hum udhar ke udhar hi bethe he...Jee haan abhi Office me hi ho...:(
[/QUOTE]
always welcome sister
abi chutti mein kitan time baqi hay
Bhai abhi pura 1 ghanta baqi he…![]()
Mujhe ghar jana he ![]()
sabar karien
coz sabar ka phal meetha hota hay ![]()
is terha ronay say aap ka i ganta kam to nahi ho sakta na ![]()
ayr iftari mein kitan time baqi hay
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
sabar karien
coz sabar ka phal meetha hota hay :D
is terha ronay say aap ka i ganta kam to nahi ho sakta na :)
ayr iftari mein kitan time baqi hay
[/QUOTE]
Bhai aghar job par kaam ziada ho to waqt ka pata nahin chalta lekin aghar kuch bhi na karne ko ho to waqt guzarta hi nahin..:(
Iftari me abhi 2hours baqi he...magar its ok...Iftari ke liye to hum wait kar sakhtein he..lekin bas aik baar ghar chalheiN jahein..AJ pata nahin kioN bilkul bhi dil nahin kar raha office me rehne ko:(

to office waloon say koi bahana bana kay nikal jaien na
yea to sach hay kay agar kaam na ho to phir time paas nahi hota hay koi baat nahi ham hein na aap kay sath ab 1 hour tak :D
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
to office waloon say koi bahana bana kay nikal jaien na
yea to sach hay kay agar kaam na ho to phir time paas nahi hota hay koi baat nahi ham hein na aap kay sath ab 1 hour tak :D
[/QUOTE]
Bhai Ramazan ka Mahine me..jhoot bolteiN huwe bhi daar laghta he:(
Khair ab aap jo he mere sath to waqt jaldi hi guzaar jahein ga..Thanks:)
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Bhai Ramazan ka Mahine me..jhoot bolteiN huwe bhi daar laghta he:(
Khair ab aap jo he mere sath to waqt jaldi hi guzaar jahein ga..Thanks:)
[/QUOTE]
to kyia aap Ramazan kay elawa jhoot bool leti hain :D
always welcome sister
Hehe..ahem ahem jhoot nahin bolo gi…hmm kabhi kabhi jab chutii chahiye hoti he to:bummer:
hehe
![]()
![]()
Aur bhai..pher iftari me aj kia khaya??
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Aur bhai..pher iftari me aj kia khaya??
[/QUOTE]
hmmmmmm
aap kay munh mien pani a jaiy ga
ayr aap ka roza kharab hoga
is lyiay batoon kay na bataoon :D
:)
![]()
![]()
how are you
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
hmmmmmm
aap kay munh mien pani a jaiy ga
ayr aap ka roza kharab hoga
is lyiay batoon kay na bataoon :D
[/QUOTE]
Hmm haan ye bhi he..hehe theek he pher mat bataiN..:)
Acha bhai me abhi boss ke pass ja rehi ho..kuch papers dekhane he unheiN..isliye shayaad tordi deer ho jahein..ok:)