agar atta patta maloom hota tu khudh na puhanch jata
… hon gein kaheen abhii .. :halo:
Kiaaa:eek: Naam nahin pata…rehti kaha he ye nahin pata…To pher 50% baat kese ho gay…![]()
Eshi to woh apko nahin milni walhi…wese kaha dekha to unhein ??
phew
thank god tumhe pata nahi maloom :halo:
aray 50% ayse kai mai tu razee na
wo mil jain aor maan jain tu bakee 50% kaam bhe ho jai ![]()
Daagh -----> ![]()
![]()
Kamran
![]()
kion abb pochon naam pata ![]()
KioNNNNNNNN???
Istarha to woh kabhi nahin milne walhi…itni larkiyouN me unhein kaha talaash karheiN gay…ye to bohot muskhil he:bummer:
bas Allah pur bharosa kur rakha hai ![]()
aor sunnain itnai din kiya kiyaa aap nai? anything exciting?
Chalhein…pher to hum dua karteiN he ke woh apko jaldi mil jaheiN..![]()
Me nahin…aap ko kia laghta he hum kuch exciting kar sakhteiN he..
boring life he humhari!
aray wah.. kahan se boring life hai… itne achii tu job hai… chalo dunu jobs swap kur laitai hain
aap yahan aa kur Instalation karo.. mai zara photography kur loun ![]()
Hehe…theek he…lekin hum apko yaqeen se keh sakhtein he ke aap 2-3din me tang a jahein gay…
Aur roz to photography nahin hoti na…ziada tar to website ka kaam hota he..ajkal website banha rehe he hum..aur pher accont wagera ka bhi kaam humhi ko karna pardta he…aur jab kabhi haftein me 2 ya 3 meetings ho jahein pher to bass:bummer:
Hello hello???
aray itna bura bhe nahii ho ga .. kam az kam factory kai mahool se tu acha ho ga …
baitUkke shifts tu naheen hon gein na ![]()
PS : Sorry was preparing for Uni..
Roza humhari taraf khoolnay wala hai jis jis ko iftari karne hai foran maray ghar aajaier , shukreyah ![]()
hmm pata nahin…![]()
Chalhe jee aap pher tayari karhein hum apko tang nahin karhein gay..![]()
iftari mein kya hai aaj Janwar? ![]()
Aap ki iftari ka time ho gaya he…lekin humari taraf to abhi 3 hours bakhi he…
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Hello hello???
[/QUOTE]
Nayab jee aapka kya plan hai iftaari ka???
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
Nayab jee aapka kya plan hai iftaari ka???
[/QUOTE]
Abhi to 3hours bakhee he..plan kesa...bas ghar jaheiN gay aur Mamma ne pehle se hi sab kuch bana kar rakha ho ga...:)