Hellooooooooo

Ok CB hum ja rehe haiN..nahin to khana nahin milheiN ga time par...bye shay

HaaN maghar subha deer bhi to tumhari wajha se hoi thi na..Kis ne kaha tha
itni bateiN karo…:bukbuk2:

ohh…
pooraney chawal ayee hwee hain :stuck_out_tongue:

:wave:

Wah aap to barda mita bolti haiN…!!

Ajkal chawal nahi mill rahay, na hee gandum, pooraney chanay hoon gay , ghor say dekho.

Re: Hellooooooooo

bummer

Hum hain na.

Kon sa aisa job hai jis pay bore ho rahi hain???

Re: Hellooooooooo

Marhoom Benazir Bhutto ke Istyle main (Allah un ko Janat Naseeb karain) Ameen..

Araz kia hainnnnnn...

yeh thread saal / dair saal main uper aati hainN
jab nayabo or gulgulli tasheef laati hainN
.. or dhoom machati hain..
or phir 2 saal kay liye KALTI ho jati hainN
PATLI gali say nikal jaati hainN
wo kahaan ghayab ho jaati hain
yeh Kahani hum ko pata Karwani HainnN

:p

Kiya Hova jo Gold Mahehnga Ho gay .. Aritficial Jewellery hay Na :wink:

Humari baatain Loggo’n Ko KAm hee Samajh Main Aati Hain :smokin:

Vacancy Ka Naam Batao pahlay … baad Main contract karaingey :snooty:

Woh Kiya Hay Keh Mujhay Sinf e Nazuk say pittnay Ka Shauq Hay … Hathoorray Walay Haathoo’n Say Naheen :blush:

Aslam Alekum

how r u ? friends :wave:

Re: Hellooooooooo

^ :wsalam:
jite rahien khush rahien
kese hain aaap :wave:

Wah wah..kiya baat hain:)

Haanw woh to haiN..Gold wese bhi acha nahiN lagta ab…FashioN hi khatam hogaya haiN..Shayaad mengha ho gaya haiN isliye.

Nazuk hehe lekin humhara boss to itna mota aur pehelwaaN hain ke unka hath laga na to pher to ahem ahem:(

Re: Hellooooooooo

mayra reply kon da ga

Re: Hellooooooooo

main de daita hon :-(

Muah i love u Brother :hug:

Fitay Munh :eek:

PS:- :salam:
Kese hain aaap

PS1:- loug tu hamien bhi reply nai karte
PS2:- dil chota na karien
PS3:- hor ki likhaaaan :bummer:

ma set ek dam :slight_smile: w/s

kiss k sath :p

jite rahien khsuh rahien

woo ap ko khood guess kar le hoonh