[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
Waliekum Assalam hmmm janab office main start ho gae .
Assalam-o-Aliekum Nayab & KK .. how r u ?
[/QUOTE]
w.salaam office main akela hon koi nahin hai ;)
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
Waliekum Assalam hmmm janab office main start ho gae .
Assalam-o-Aliekum Nayab & KK .. how r u ?
[/QUOTE]
w.salaam office main akela hon koi nahin hai ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
W salaam..:)
Aaj subha subha kesse..
[/QUOTE]
ain aunty yahan 3 bajne wale hain aur apke wahan hogi subah
![]()
kaisi ho nancy due
Acha acha..Hume lagha shayaad hum the..Lekin hum kesse ho sakhte he, hum to bohaaaaaaaaat ache he..![]()
Jee haan issiliye to bohat khush he ![]()
Jee haan…Meri friend ki engagement he..wahan jaye ge..![]()
Main aunty nahin ho:smash:
Sorry na bhool gay thi..![]()
Allah Pak ka karam hai
main is D^M ko kah raha hon office main bhi chat start kardi is k boss ko complain karni pare gi mujhay
..ops chalo jee ammi bola rahi hain Lunch time ..BRB
Hello sis ![]()
hehe… je achii toun hain ![]()
aray wah.. ye tou buhat khushe ke baat hai.. hamare taraf se bhi mubarakbaad dai dejye ga.. kahan oslo mai he ho rhee unke engagment?
ohh i m sorry dadi jaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan
KD bhai itne din baad aya hon us main bhi ruswaai ![]()
Ohhh haan haan kioN nahiN zaroor complain karheiN…aap ke sath sath hum bhi unke boss ko ja kar kehteiN he…
Ye bhi kohi baat huwi..ke office main chating..Tobha tobha buri baat..![]()
Shukriya:blush:
Kion nahin zaroor…Haan yaha ho rehi he…lekin Pakistan ja kar shadi karheiN gi…![]()
tum to jaise office main beth kar jaise sara din namaaz perhti ho na ![]()
arey sabar karo mughe shadi ki tayariyan to karne do tumhen bahut jaldi hai ![]()
![]()
mask pehan kar acha ro leti ho ![]()
han shadii ka mazaa tou waheen pur ziada aata… yahan tou shadii boring houte ![]()
aor x-mas holidays mai kiya ho rha?? mai tou shaid busy he rahoon .. 2nd Jan ko mere friend ke shadii hai pur shaid na ja sakoon .. new job ke wajah se . ![]()
KK hum dono aik hi kashti ke musafir hain
mere saath bhi kuch aesa hi hai 1st impression is da last impre ![]()
Tobha tobha Shareef bachi par kitne bardeiN bardeiN ilzaam…!!!
heheh naheen iss company mai ye mera 2nd impression ho ga.. 1st impression purd chuka hai ![]()