Hellooooooooo

Hum kaha se pataa karwa sakteiN he…hum to office main he na..aur humhare sath aj siraaf boss hi he…kia unse ja kar pocheiN:smash:

aray jane kaise kab kaha.n iqrar ho giya
hum sochte hi reh gaye aur piyar ho giya

Gulshan bani Galian sabhi
phool ban gayien kalian sabhi

lagta hai mera sehra tiyar ho giya
hum sochte hi reh gaye aur piyar ho giya

:dhimpak:

Jaaaging… :yawn:

Salam Karing… :salam:

Sailaab ki rawaani dekh kar daring… :eek:

Wapis bhaaging :wave:

Jee HaaN… agar koi naheeN tou … BOSS se hi pooch lo na… :rolleyes:

tu kiya mien handsome nahi hoo.n :mad:

well jis larki ko khana bana nahi ata wo larki hi nahi hai :smiley:

Doli Saja ke rakhna.. Sehra haTa ke rakhna :wink:

w.salam how r u ?

oyeeeeee ruk kidhar jaa raha hai

suna tu ne lhr ana thah kiya bana ???

W Salaam:wave:

:confused:

Aaj lagta he sab ko kuch na kuch ho gaya he:bummer:

70 saal buzurg inshaan se hum kia pocheiN..UnhoN ne to yehi kehna he na ke hum pagal ho gay he…!!!

:wsalam:

[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *

Doli Saja ke rakhna.. Sehra haTa ke rakhna ;)
[/QUOTE]

Boss na tu ab Doli ka rawaj hai aur na hi sehray ka

koi aur song gao :D

Dulhan tu Dulha mien ban jao.n ga
mera intezar karna barat le kar aao.n ga ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

70 saal buzurg inshaan se hum kia pocheiN..UnhoN ne to yehi kehna he na ke hum pagal ho gay he...!!!
[/QUOTE]

So wat... PagaloooN ki Coumunity maiN aik aur ka izafa ho jaye ga.... :D

Itiifaq maiN barkat hay na... ;)

hehe…ghusse kioN ho rehe he…ho gay humheiN kia pata…humne tordi apko dekha he..:nahnah:

Kiaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa:eek:

Ab esha bhi nahin he…torda bohot to hum banha hi lahteiN he…:nahnah:

Le jayengay, Le jayengay Dilwalay Dulhanya LE jaynegay :dhimpak:

Tobha..:smack:

Dekh lo… Zakhmo jano

Tumko shadi se Tobbah karnay ko Farma rahi haiN muhtarma :wink:

[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *

So wat... PagaloooN ki Coumunity maiN aik aur ka izafa ho jaye ga.... :D

Itiifaq maiN barkat hay na... ;)
[/QUOTE]

Izafa nahin ho ga...boss kehe gya ke chalho jee aik aur pagal ho gay ab ishe bhi kaam se nikalo ...:(

[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *

Mujhay Kia hua hay pata hai tumhaiN?
baRI nam hawa hay .. pata hai tumhaiN?

Badan Jal raha hay... ragooN maiN magar..

Lahoo jam gaya hai .. Pata hay tumhaiN?
[/QUOTE]

yaqeenan aap ko loveria ho giya hai :D

Nahin jee main ne kab rokha he unheiN…ab to kuch hi din reh gay …:hula:

Humari aur unki kioN lardai karwa rehe he:smash:

O yar… Office maiN kamihogi na..

PagalooN maiN tou Izafa hi hoga na… :smack: