Haan ye to he lekin kia karheiN ...adaat jo ho gay he..Lekin meri behen nahin kha sakhti..woh darti he ke kahi Goli uske galheiN me hi na bas jaheiN..hehe!
kion bhai sehri kioN nahin ki??
[/QUOTE]
hehe
meri sister b kuch aap ke sister jesi hay goli khanay kay muamlay mien :D
wo mein nay socha kay agar mein nay pratha khaya to khansi ayr tiaz ho jaiay gee is lyiay bas niyat rozay kee
hehe
meri sister b kuch aap ke sister jesi hay goli khanay kay muamlay mien :D
wo mein nay socha kay agar mein nay pratha khaya to khansi ayr tiaz ho jaiay gee is lyiay bas niyat rozay kee
[/QUOTE]
Ohhh :)
Bhai aap bhi na...To pratha khane ko kis ne kaha he...Kuch aur kha lehteiN...toast kha lehteiN...nahin to baghair gee ke rothi kha lehteiN..itna kuch to hota he prathe ke ilawah!
bhai khaya karheiN...aik to Uni bhi jana hota he..pher muskhil ho jahti he na:(
mien sirf sehri mien paratha he kha sakta hoon
kabi kabi apna banaya howa sandwich kha leta hoon
liken subah dil nahi kar raha tha sandwich bananay ko
wesay mein nay kal b sehri nahi kee thi
hehe kioN bhai kia huwa....Wese bhai aap to ghar walhoN ke sath rehteiN he na..pher woh kuch nahin kehteiN??
[/QUOTE]
kuch nahi wesay he :)
ham behan bahi ik sath he rehtay hien yaha islamabad mein
ami ayr abu Gujrat mein hotay hien
agar ami ko pata chalay to wo to khoob dantti hain kay sehro kyo nahi kee yea ho ga wo ho ga ect is lyaiy mien ami ko batata he nahi hoon
hmmmmmmmmmmmm
Sister khabar dar jo meri ami ko bataya to
wo asal mein ham behan bahi is lyiay yaha par hain kay ham loog study kar rahay hein ayr yaha par rent par reh rahay hein
and gujrat mein hamara apna makan hay ayr wo b nahi chorha ja sakta is lyiay ami abu waha hotay hien
Hello Hello
I am here, aray yeh kia aaj jaldi chalee gayeeN ghar. Khair how was your day, aur abhi kia ho raha, Iftaar ker leea, kia kia banaya aap nay aaj?