[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
ok
wesay GS par hona b bohat barha kaam hay :D
[/QUOTE]
lol haan shayed :D
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
ok
wesay GS par hona b bohat barha kaam hay :D
[/QUOTE]
lol haan shayed :D
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
lol haan shayed :D
[/QUOTE]
shahied nahi yaqeenan
kya mutlub??
haan kar to rha tahaa …lakin tum say naa… lakin phir log aa gaye to phir acha nahi lagaa… to chup ho gaya…
![]()
![]()
mera mutlub tha k aap keh rahe thay k acha nahi lagta beech main koodna lakin merey khayal main aisa nahi hay..
uff plz ab phir aise nahi kerna.. aap baat badal deite ager uss barey main baat nahi kerni thee..
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
shahied nahi yaqeenan
[/QUOTE]
acha :D
yup
ok ji mien chala aap dono aram say batien karien ![]()
take care
![]()
mere khayal main to hai aisa.. ![]()
hmmmmmm.. chalain soochoon gaa ![]()
aisa nahi hay na ![]()
shukerya jee ![]()
hmmmmmmm… theek hai… ab main bhi jab tum say baat karnay aoon gaa to sub say sari threads main batian karoongaa or flooding karoon gaa theek hai ![]()
phir mazaa ayee gaa.. ![]()
hmmm ye baat hay..
sirf aap ko maza aaye ga, mujhey nahi ![]()
jee samajh aa gaya… ![]()
yeh baat tha ![]()
jis tarha tumhain mazaa nain aayee to mujhay bhi mazaa nahin aata.. silly
jee aa gaya, itni bhi beywakoof nahi hoon mein ![]()
acha jee, samajh gaye hoon mein.. ![]()
haan.. bohat jaldi samajh aa gaya warna main dosra tareeqa use karta ![]()
ganni bachi.. i mean larki ![]()
hehe dosra tareeqa bhi bataien na :halo:
jee nahi mein achi hoon ![]()
![]()
wo bailan wala or danday wala tareeqa thaa ![]()
haa haaa ho ho ho ![]()
main bohat khaturnaak admi hon.. ![]()
tum achi ho..
yaqeen nahin ataa silly again
mujh per bailan aur dandey ka aser nahi hota ![]()
maloom hay, aap se bach ker rehna chahiye ![]()
hoonh yaqeen kerian na ![]()
![]()
kya machine say bani hoo ![]()
tum ROBOT hoo
pehlay kyon nain bataya..
ishe liye koee feelings nahi hain tum main ![]()
kaisay karoon yaqeen.. prove karoo naa ![]()
oh bhai aik weeek ho gaya thaa
![]()
eek aisi baat nahi hay aisa kiyon kaha? ![]()
mujhey prove kerney ki zaroorat nahi, maana hay tou aise hi maanien..
aur ab mein jati hoon
takecare & Allah hafiz ![]()