marey to mat abhi class mey bhi jana hey . aur rozeydar ko marna gunhaa hey ![]()
SHOIB bahi yaar article ke summary likh rha na ke gs ke ![]()
marey to mat abhi class mey bhi jana hey . aur rozeydar ko marna gunhaa hey ![]()
SHOIB bahi yaar article ke summary likh rha na ke gs ke ![]()
haan aisa naa ho kay .. tum mere or vivo or apni conv ke summary day do.. dehaan say zara.. meray saath aisa hota hai.. ishe liye bol raha hoon ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
hmmmmmm..... ; )
mera abhi mood nahin hai or moqah bhi nahin mil raha.... waisay bhi koi aisi baat bhi nahin jo batayee jaye... choro yar.. :hug :
[/QUOTE]
crying
abhi nahi phir kabhi sahee, lakin batana zaroor jo bhi tha :( plz plz plz.. mein intezaar keroon gi..
acha pehli dafa suna hay k rozedaar ko marney se gunaah hota hay ![]()
:halo:
real main ro rahi ho ya aisay he
![]()
na abhi or na bhi kabhi or… kabhi nain bataoon gaa… ![]()
ho ho haa ha haa ![]()
real main
![]()
nahi ye kya baat hovi
plz bata do na mein bhi tou sub batati hoon na ![]()
Shoib bahi wasey likhi to jha sak thi it is related to my article ;)
VIVO baji tabhi khey rha houn gs ko chorey jha ke islamic books pherey aur bhurqa pheyney ruhksarbibi naqab posh ke thran :D
oh acha.. yakeen aa gaya ![]()
yahi to baat hai.. :french: tum apni baat to beech main naa he karoo..warna mujhay gusaa aa jayee gaa or sub kuch yaad aa jayee gaa.. theek hai :k:
startin main help ke zarrorat ho to.. pata daina.. ![]()
insan- islamic books main parhti rehti hoon.. ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
oh acha.. yakeen aa gaya : D
yahi to baat hai.. :french : tum apni baat to beech main naa he karoo..warna mujhay gusaa aa jayee gaa or sub kuch yaad aa jayee gaa.. theek hai :k :
[/QUOTE]
shuker hay
oh acha.. ab tou mein apni baat beech main zaroor hi keroon gi/.. dekhti hoon k aap ko bhi kya yaad aata hay;.. aur kitna ghussa aata hay ..
nahi bahi ia m done with it shrif type ker ke print kerna hey sab kuch likh choka hou paper per
thanks ![]()
phier se mar na shrru ker diya ![]()
for xample kone kone si book pherti hey app ??? :halo:
kar loo .. koi baat nahin…
lagta hai mujhay dukh dena acha lagta hai..
theek hai.. ![]()
or mujhay sub yaad hai.. acha… lakin main khud yaad nahin karna chahta… kyon kay mai phir udaas ho jata hoon..
lakin app apni baat karin beech main
[QUOTE]
*Originally posted by insan: *
phier se mar na shrru ker diya :bummer :
for xample kone kone si book pherti hey app ??? :halo :
[/QUOTE]
acha na tumhein koun sa real main dard ho raha hay :p
hmm mujhey naam nahi yaad lakin bohat si books parhe hain..
app ko kisey pata ??? ![]()
pheri bhi hey ya nhai ![]()
![]()
meri baat ka ghalat mutlub nahi nikalo
mein ne ye nahi kaha k mein aap ko dukh deina chahti hoon.. khud hi tou keh rahe thay k ghussa aa jaaye ga.. mein wohi dekhna chah rahi thee..
nahi mujhey nahi shooq apni baat kerney ka
aap tou ghalat hi samjhney lagtey hain ![]()
jaado se ![]()
haan parhi hain waqaii main.. ramadan main jhoot nahi bol rahi
:nono:
muslman jado nhai kertey ![]()
sirously :eek:
acha na
mazak ker rahe hoon.. ijazhat hay aap ki>? ![]()
jee
tumhey yaqeen kiyon nahi aa raha? ![]()