Hellooooooooo

Aji Hum Kahan Bore Honay Walay Hain … Balkah GS khud Huymain daikh Daikh Kar Bore Ho Gaya Hay … :cb:

bas office Main thorra buhat Time Mil Hee Jaata Hay Chitt Chatt Karnay Ko Waran LIFE in Pakistan uff mayree taubah :frowning:

Aap Nay Na’ey Thread kholna Chorr Diay Na Is Liay Poorani Thread Par Guzara Kar rahay Hain :~)