Re: Hellooooooooo
mein nay yea to nahi kaha tha k nahi mein kahoo ga mein nay to sirf sochnay ka kaha tha
yani is ka matlab keh b sakta hoon ayr nahi b
yani kay 50 50
liken aap nay meray sir ke itni buri halat kar di k wo ab sochnay kay kabil he nahi raha ![]()
yea hathorha nahi to ayr kia tha ![]()