Re: Hellooooooooo
abay Allah ke kasam wo main nahin hon…kya baat kar rahay hian yar..
wo larki hai or main larka..
picture dekha doon kya ??? ![]()
yaar agar aisa hota to main app ko sub say pehlay bata chuka hota ![]()
ask saroo..she has seen fayza.. and also chillymilly has seen her too…